Palko K Kinare Jo Hum Ne Bhigoye Hi Nahi..
Woh Ye Sochte Hai Ki Hum Kabhi Roye Hi Nahi..
Puchte Hai Ki Khwab Mei Kisse Dekhte Ho..
Wo Kya Jane Ki Ek Arse Hum Soye Hi Nahi..
badi asaani se dil lagaye jaate hein,
per badi mushkil se waade nibhaye jate hein,
le jaati hai mohabbat un rahon per,
jahan diye nehi dil jalaye jaate hein
Kabhi ro k muskraye, kabi muskra k roeper badi mushkil se waade nibhaye jate hein,
le jaati hai mohabbat un rahon per,
jahan diye nehi dil jalaye jaate hein
Tammana se nahi tanhai se darte hai,
Pyaar se nahi ruswai se darte hai,
Milne ki to bohat chahat hai,
par Milne ke baad judaai se darte hai.
Pyaar se nahi ruswai se darte hai,
Milne ki to bohat chahat hai,
par Milne ke baad judaai se darte hai.
Ye wafa ka silaa hai to koi baat nahi,
Ye dard apno ne diya hai to koi baat nahi,
Yehi bahut hai ki woh dekh rahe hai kinare se,
Hum doob bhi rahe hai to koi baat nahi.
Ye dard apno ne diya hai to koi baat nahi,
Yehi bahut hai ki woh dekh rahe hai kinare se,
Hum doob bhi rahe hai to koi baat nahi.
Tum kya jano kya hoti hai, Tanhai
Is tute hue patte se puch kya hoti hai,Judai
koi hme bewafa ka ilzam na dene, Zalim
Is waqt se puchh ke kis waqt teri yaad na ayi
Is tute hue patte se puch kya hoti hai,Judai
koi hme bewafa ka ilzam na dene, Zalim
Is waqt se puchh ke kis waqt teri yaad na ayi
Ikraar mein shabdon ki ehmiyat nahi hoti,
Dil ke jazbaat ki awaaz nahi hoti,
Aankhen bayaan kar deti hain dil ki daastan,
Mohabbat lafzon ki mohtaaz nahi hoti
Dil ke jazbaat ki awaaz nahi hoti,
Aankhen bayaan kar deti hain dil ki daastan,
Mohabbat lafzon ki mohtaaz nahi hoti
Uski yaad jab b ayi, ushe bhula ke roe,
Ek uska hi nam tha, jise hazar bar likha,
jitna likh k kush hue, usse jiyada mita k roe
Aye mera janaza uthane waalo,
Dekhna koi bewafa paas na ho,
Agar ho to usse kehna,
Aaj to khushi ka mauka hai udaas na ho
Dekhna koi bewafa paas na ho,
Agar ho to usse kehna,
Aaj to khushi ka mauka hai udaas na ho
Apni to mohabbat ki itni kahani hai,
Tooti hui kashti or tehhra hua pani hai,
Ek phool kitabon may dam tor chuka hai,
Magar kuch yaad nahi aata yeh kis ki nishani hai.
Tooti hui kashti or tehhra hua pani hai,
Ek phool kitabon may dam tor chuka hai,
Magar kuch yaad nahi aata yeh kis ki nishani hai.
Hum jee rahe the unka naam lekar,
Wo gujarte the hamara salaam lekar,
Ek din wo keh gaye bhula do humko,
Humne pucha kaise?
Wo chale gaye hath mein jaam dekar
Wo gujarte the hamara salaam lekar,
Ek din wo keh gaye bhula do humko,
Humne pucha kaise?
Wo chale gaye hath mein jaam dekar
No comments:
Post a Comment